Sharma Ka Yun Na Dekh Ada Ke Maqam Se

Posted on the 25 April 2018 by Cifarshayar @cifarshayar

शर्मा के यूँ न देख अदा के मक़ाम से। (Sharma Ka Yun Na Dekh Ada Ke Maqam Se) - Don't Feel Shy Looking From the Position of Coquetry - Sahir Ludhianvi



शर्मा के यूँ न देख अदा के मक़ाम से,अब बात बढ़ चुकी है हया के मक़ाम से। Sharma Ke Yun Na Dekh Ada Ke Maqam Se,Ab Baat Badh Chuki Hai Haya Ke Maqam Se.
Don't feel shy looking from the position of coquetry,Now matter has come out from the position of modesty.
तस्वीर खींच ली है तिरे शोख़ हुस्न की,मेरी नज़र ने आज ख़ता के मक़ाम से। Tasveer Kheench Li Hai Tire Shokh Husn Ki,Meri Nazar Ne Aaj Khata Ke Maqam Se.
Captured the image of your mischievous elegance, today with my eyes from the position of faultiness. 
दुनिया को भूल कर मिरी बाँहों में झूल जा,आवाज़ दे रहा हूँ वफ़ा के मक़ाम से। Duniya Ko Bhool Kar Miri Bahun Mein Jhool Ja,Aawaaz De Raha Hun Wafa Ke Maqam Se.
Forget the world swinging in my arm,calling you from the position of faithful charm.
दिल के मुआ'मले में नतीजे की फ़िक्र क्या,आगे है इश्क़ जुर्म-ओ-सज़ा के मक़ाम से। Dil Ke Muamle Mein Natije Ki Fiqr Kya,Aage Hai Ishq Jurm-o-Saza Ke Maqam Se.
Why in heart affairs bring results in imagination.Love is ahead from the position of crime & punishment.